is looking for poems with strong imagery, emotion, and with interesting use of language. We nominate for most major prizes, anthologies and awards.

NEWS: Please share this website as much as possible.
  • NOBLE POETRY  

  • Adhuri chahat

    Likhna chahu fir se teri us mohbbat mey dub kar apne dil ki is zami per ,

       Yaad aaye wo lamhe hume jo kushnumaa the wafa thi har ik us lamhe mey jo humne kbhi apke sath bitaye the,

    Khuli ankho se hi sahi per humne bhi kuch khab sajaye the pagal the hum jo ye rate ki mahal humne hi banaye the ,

     Todne ke liye fir in mahalo ko aap jase humare apno hi pathr uthaye thi kabhi dilya tha ye ehsaas ki hai humara bhi koi is jaha mey fir lawaris ho tum ye aarmaan bhi tumne hi jgaye the,

    Bhari mahfilo ki shaan hua katre the hum na jane kyu ye tanhai ke pal humre hi hise mey kyu aaye the,

           Tumhe chane ke silsile humne kuch is kader nibhaye the apna sb kuch smjh rahe ho na apna sb kuch apni ruh jism jaan  sb tum per luta kar bhi hum kaha tumhe apna bana paye the,

    Aur galti tumhari nhi thi shayad tum raho gyi is jaha mey humesha ‘akeli’ bas yhi ehsaas dilane aap humari zindagi mey aaye the

                        By :- A@rzu

      2